Yaar K Samne Aghyaar Bure Lagte Ha
Yar K Samne
.
Type By,,,,,,-*
.-._.-,
'-._.Sarfraz Ahmad,,,-*
.
Yaar K Samne
Aghyaar Bure
Lagte Hai Phol
Hota Hai Jahan
Khaar Bure Lagte
Hai,,,-*
.
Raat K Phol Gale
Say Ab Utariaye
Sarkar
Baasi Ho Jate Hai
Jo Haar Bure Lagte
Hai,,,-*
.
Jin K Pholo Say
Na Aati Ho Wafa
Ki Khushboo
Wo Mehakte
Howay Guzlaar
Bure Lagte Hai,,,-*
.
Tuor Pay Hosh
Uranay Say Pata
Chalta Hai
Husn Ko Talib E
Didaar Bure
Lagte Hai,,,-*
.
Un Maseehaon Say
Kya Dard Ka Darman
Hoga
Jin Maseehaon Ko
Bimaar Bure Lagte
Hai,,,-*
.
Ache Lagte Nahi
Jis Din Say Gaye
Ho Mil K
Apne Ghr K Dar 0
Diwaar Bure
Lagte Hai,,,-*
.
Naam Lay Kar
Sar Batil Ka
Sar E Haq K
Liay
Jo Utha Laite
Hai Talwaar
Bura Lagte Hai,,,-*
.
Aaise Lagte Hai
Shab E Hijer K
Aasaar Mujhe
Jis Tarha Moat K
Aasaar Bure
Lagte Hai,,,-*
.
Aaise Insaan
Zamane Main
Mujhe Aay
"Purnum"
Dil Say Karte
Nahi Jo Pyar
Bure Lagte
Hai,,,-*,,SA,,*
.
Poet
Purnum Allabadi
.
Type By,,,,,,-*
.-._.-,
'-._.Sarfraz Ahmad,,,-*
.
Yaar K Samne
Aghyaar Bure
Lagte Hai Phol
Hota Hai Jahan
Khaar Bure Lagte
Hai,,,-*
.
Raat K Phol Gale
Say Ab Utariaye
Sarkar
Baasi Ho Jate Hai
Jo Haar Bure Lagte
Hai,,,-*
.
Jin K Pholo Say
Na Aati Ho Wafa
Ki Khushboo
Wo Mehakte
Howay Guzlaar
Bure Lagte Hai,,,-*
.
Tuor Pay Hosh
Uranay Say Pata
Chalta Hai
Husn Ko Talib E
Didaar Bure
Lagte Hai,,,-*
.
Un Maseehaon Say
Kya Dard Ka Darman
Hoga
Jin Maseehaon Ko
Bimaar Bure Lagte
Hai,,,-*
.
Ache Lagte Nahi
Jis Din Say Gaye
Ho Mil K
Apne Ghr K Dar 0
Diwaar Bure
Lagte Hai,,,-*
.
Naam Lay Kar
Sar Batil Ka
Sar E Haq K
Liay
Jo Utha Laite
Hai Talwaar
Bura Lagte Hai,,,-*
.
Aaise Lagte Hai
Shab E Hijer K
Aasaar Mujhe
Jis Tarha Moat K
Aasaar Bure
Lagte Hai,,,-*
.
Aaise Insaan
Zamane Main
Mujhe Aay
"Purnum"
Dil Say Karte
Nahi Jo Pyar
Bure Lagte
Hai,,,-*,,SA,,*
.
Poet
Purnum Allabadi
Comments