Ye Jaan Kar Bhi Kah Dono K Raste Thay Alag

Ye Jaan Kar Bhi
.
Type By,,,,,,-*
.-._.-,
'-._.Sarfraz Ahmad,,,-*
.
Ye Jaan Kar Bhi Kah Dono K Raste Thay
Alag,,,-*
.
Ajeeb Haal Tha Jab Us Say Ho Rahe Thay
Alag,,,-*
.
Ye Harf O Lafz Hai Dunya Say Guftagu
K Liay,,,-*
.
Kisi K Hum Sukhni K Muqalmay Thay
Alag,,,-*
.
Khayal Un Ka Bhi Aaya Kabhi Tumhain
Jana,,,-*
.
Jo Tum Say Door Boht Door Jee Rahe Thay Alag,,,-*
.
Humhi Nahi Hai, Hamari Tarha K Or
Bhi Log,,,-*
.
Azaab Main Thay Jo Oron Say Sochtay Thay Alag,,,-*
.
Akaile Pan Ki Aziyat Ka Ab Gila Kaisa,,,-*
.
"FARAZ"
.
Khud Hi To Apno
Say Ho Gaye Thay Alag,,,-*,,SA,,*
.
Book
Pas E Andaz Mosam
Poet
Ahmad Faraz

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki