Bicharne Or Judai Main Zara Farq Hota Ha

Bicharne Or Judai
Main Zara Farq
Hota Hai,,,-*
.
Juda Ho Kar Kisi
Say Phr Kabhi
Koi Nahi Milta
Bichar Jayain To
Milne Ka Koi
Imkaan Nahi
Rehta,,,-*
.
Juda Ho Kar Kisi
Ki Yad Dil Main
Rah Nahi Saktay
Bichar Jayain To
Dil Main Ik Diyaa
Jalta Hi Rehta
Hai,,,-*
.
Juda Ho Kar Kisi
Ka Pyar Dil Main
Rah Nahi Sakta
Bichar Jayain To
Dil Main Bus Usi
Ka Pyar Rehta
Hai,,,-*
.
Tu Phr Aay Hum
Sukhan Mere Tu
Mera Faisla Sun
Lay
Mujhe Tum Say
Bicharna Hai
Juda Tum Say
Nahi Hona,,,-*,,SA,,*
.
Type By,,,,,,-*
.-._.-,
'-._.Sarfraz Ahmad,,,-*
.
Poet
Atif Saeed
Book
Intikhab Atif Saeed

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki