Dost Jaisi Kabhi Dushman Ki Tarha Lagti Hai

Dost Jaisi Kabhi
Dushman Ki Tarha
Lagti Hai
Zindagi To Kisi
Uljhan Ki Tarha
Lagti Hai,,,-*
.
Aik Lamhe Main
Mere Mann Ko
Bhigo Daiti Hai
Uski Har Baat Hi
Sawan Ki Tarha
Lagti Hai,,,-*
.
Tere Chehre Pay
Udasi Hai Mere
Ghar Ki Tarha
Teri Halat Mere
Angan Ki Tarha
Lagti Hai,,,-*
.
Tu Bhi Ulfat K
Taqazon Ko Nahi
Samjhi Hai
Teri Uljhan Meri
Uljhan Ki Tarha
Lagti Hai,,,-*,,SA,,*
.
Type By,,,,,,-*
.-._.-,
'-._.Sarfraz Ahmad,,,-*
.
Poet
Atif Saeed
Book
Intikhab Atif Saeed

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki