Khuli Kitab K Safay Palat'tay Rahte Hai
Khuli Kitab K Safay Palat'tay Rahte Hai
Hawa Chale Na Chale Din Palat'tay Rahte Hai,,,-*
.
Bas Aik Wahshat E Manzil Hai Or Kuch Bhi Nahi
K Chandd Seeryaan Chahrtay Utartay Rahte Hai,,,-*
.
Mujhe To Roz Kaasoti Pay Dard Kasta Hai
K Jan Say Jism K Bakh'ye Odhartay Rahte Hai,,,-*
.
Kabhi Ruka Nahi Koi Maqaam Sahra Main
K Teelay Paaon Talay Say Siraktay Rahte
Hai,,,-*
.
Ye Rotiyaan Hai Ye Sikkay Hai Or Daairay Hai
Ye Aik Dojay Ko Din Bhar Pakarte Rahte
Hai,,,-*
.
Bhare Hai Raat KRaizay Kuch Aise Ankhon Main,
Ujala Ho Too Hum Ankhain Chipaktay Rahte Hai,,,-*,,SA,,*
.
Type By,,,,,,-*
.-._.-,
'-._.Sarfraz Ahmad,,,-*
.
Poet
Tanveer Abbas Naqvi
Book
Chandni Raat Judai Ki

Comments