Kuch Din Say Intizar Sawal E Gard Main Hai

Kuch Din Say Intizar
Sawal E Gard Main
Hai
Wo Maz'mahal Haya
Jo Kisi Ki Nazar May
Hai,,,-*
.
Seekhi Yahin Mere
Dil Kafir Nay Bandagi
Rab Kareem Hai To
Teri Rahguzar Main
Hai
.
Maazi Main Jo Maza
Mere Shaam O Saher
Main Tha
Ab Wo Tasawur Sham
O Saher Main Hai,,,-*
.
Kya Jaane Kis Ko Kis
Say Hai Ab Daad Ki
Talab
Wo Ghum Jo Mere
Dil Main Hai Teri
Nazar Main Hai,,,-*,,SA,,*
.
Type By,,,,,,-*
.-._.-,
'-._.Sarfraz Ahmad,,,-*
.
Poet
Faiz Ahmad Faiz
Book
Nuskha E Haaye Wafa

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Maa Tere Doodh Ka Haq Hum Say Ada Kya Hoga