Mujhe Is Zindagi Say Koi Shikwa Nahi

Mujhe Zindagi Say Koi
.
Type By,,,,,,-*
.-._.-,
'-._.Sarfraz Ahmad,,,-*
.
Mujhe Is Zindagi
Say Koi Shikwa
Nahi
Zara C Besakooni
Hai
.
Na Jaane Q Mere
Dil Main
Ajab Ik Khof Rahta
Hai
Mujhe Mehsoos
Hota Hai
K Mere Dil K Darwaze
Pay Teri Yad Ki
Dastak Main Woo
Shiddat Nahi Baqi
Boht C Khaas Batain
Hai
Jo Mujhko Aam
Lagti Hai
.
Mere Dil Main Inhain
Sun Kar
Koi Tofaan Nahi
Uthta
Teri Ankhain
Tera Chehra
Teri Awaz Ki
Rimjhim
Sabhi Kuch Khwab
Lagta Hai
.
Mujhe Mehsoos
Hota Hai
Sunhairi Titliyun
Kaise
Wo Sab Khush Rang
Say Sapnay
Mere Lafzo K Pholon
Par
Boht Din Say Nahi
Baithay
.
Mujhe Mehsoos
Hota Hai
Samay Ki Taiz
Lehro Main Hamare
Rait K Kachay Garhonday Tor Dalay
Hai
Mujhe In Taiz
Lehrun Say Sunhairi
Titliyun Jaise Sabhi
Khush Rang Sapno
Say
Koi Shikwa Nahi
Laikin
Zara C Besakooni
Hai
.
Mujhe Mehsoos
Hota Hai
Tumhare Dil K
Darwaze Pay Meri
Yad Ki Dastak
Mere Jaan Ab Nahi
Ati
.
K Meri Yad Aaye
To Tumhari Ankh
Bhr Aaye Duain
Mangtay Lamhe
Mujhe Tum Bhol
Jati Ho
.
Magr Bhi Bhi Mujhe
Tum Say Koi Shikwa
Nahi Laikin
Ajab C Besakooni
Hai
Ajab Ik Khof Hai Dil
Main , Main Tumko
Bhol Jaaonga,,,-*,,SA,,*
.
Poet
Atif Saeed
Book
Intikhab Atif Saeed

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki