Zamane Say Juda Lagne Laga Hai

Zamane Say Juda
Lagne Laga Hai
Wo Kitna Bewafa
Lagne Laga Hai,,,-*
.
Ye Kaise Dour
Main Hum Jee
Rahe Hai
Basher Bhi Ab
Khuda Lagne
Laga Hai,,,-*
.
Mujhe Tarikeeyun
Nay Duss Lia Hai
Mujhe Jugnu Diyaa
Lagne Laga Hai,,,-*
.
Ajab C Piyas Thehri
Hai Laabon Par
Samander Bhi
Zarra Lagne Laga
Hai,,,-*
.
Dukhi Logon K
Ansoo Ponchta
Hai
Wo Kitna Parsaa
Lagne Laga Hai,,,-*
.
Yun Apne Sheher
Main Gum Hogaya
Hun
K Har Rasta Naaya
Lagne Laga
Hai,,,-*,,SA,,*
.
Type By,,,,,,-*
.-._.-,
'-._.Sarfraz Ahmad,,,-*
.
Poet
Atif Saeed
Book
Intikhab Atif Saeed

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki