Bicharte Waqt In Ankhon Ka Bhar Jana Zarori Tha

Bicharte Waqt In Ankho
.
Type By,,,,,,'*'
.-._.-,
'-._.Sarfraz Ahmad,,,'*'
.
Bicharte Waqt In Ankhon Ka Bhar Jana Zarori Tha
.
Tumhare Bin Mera Chup Chaap Mar Jana Zarori Tha
.
Main Hans Kar Jhail Laita Dil Pay Saare Waar Kismat K
.
Mujhe Ba-khaber Kar Dete Agar Jaana Zarori Tha
.
Meri Ankhon Ko Apne Aks Ko Tum Daikh Na Paaye
.
So Mera Beniazai Say Guzar Jana Zarori Tha
.
Qabl Is K Kah Dono Badgumani Main Ulajh Jate
.
Mere Humdum Mera Tujh Say Bichar Jana Zarori Tha
.
Main Jewan K Safar Main Hans K Sab Kuch Sah Gaya Lekin
.
Jo Tum Bichre Tu Phr Bikhar Jana Zarori Tha,,,'*'SA'*'

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki