Boht Kaha Tha K Mera Dukh Dar Ba Dar Na Karna

Boht Kaha Tha K
Mera Dukh Dar Ba
Dar Na Karna....>
.
Boht Kaha Tha Tha
K Meri Batain Udhar
Na Karna....>
.
Boht Kaha K
Paaniyon Pay Na
Rah Saako Gay....>
.
Boht Kaha Tha K
Meri Ankhon Main
Ghar Na Karna....>
.
Boht Kaha Tha K
Pyar Main Jee Laga Howa Hai....>
.
Boht Kaha Tha Ye
Silsila Mukhtasar
Na Karna....>
.
Boht Kaha Tha K Ansoun Ki Chamak
Boht Hai....>
.
Boht Kaha Tha K
In K Hote Saher Na Karna....>
.
Boht Kaha Tha K
Khud Say Bahir Na
Aa Saako Gay....>
.
Boht Kaha Tha K
Apne Ander Safar
Na Karna....>
.
Boht Kaha Tha K
Dil Main Rakhna
Dilon Ki Batain....>
.
Boht Kaha Tha K
Sab Ko Inki Khaber
Na Karna....>
.
Boht Kaha Tha
Ye Farq Pahchanti
Nahi Hai....>
.
Boht Kaha Tha
Hawaon Ko Hum
Safar Na Karna....>
.
Boht Kaha Tha K
Log Chahre Daikhte Hai....>
.
Boht Kaha Tha K
Unki Batain "Qamer" Na Karna...'*'SA'*'
.
Type By,,,,,,'*'
.-._.-,
'-._.Sarfraz Ahmad,,,'*'
.
Poetess
Rehana Qamer

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki