Hasti Apni Habaab Hi Si Hai
Hasti Apni Habaab Hi Si Hai
.
Ye Numaaish Saraab Ki Si Hai
.
Naaz-Ki Us K Lab Ki Kya Kahiay
.
Pankhari Ik Gulab Ki Si Hai
.
Chashm E Dil Khol Jis Bhi Aalam Par
.
Yahan Ki Oqaat Kharab Ki Si Hai
.
Baar Baar Us K Dar Pay Jata Hon
.
Halat Apni Aztiraab Si Hai
.
Nuqta Khaal Say Tera Abro
.
Bai'yat Ik Intikhab Ki Si Hai
.
Main Jo Bola,,,'*'
.
Kaha K Ye Awaaazzz
.
Usi Kharab Ki Si Hai
.
Atish E Ghum Main Dil Bhoo'naa Shaayad
.
Dair Say Boo Kaabaab Ki Si Hai
.
Daikhiay Abr Ki Tarha Ab Kah
.
Meri Chashm Pur-Aaab Ki Si Hai
.
"Meer" In Neem Baaz Ankhon Main
.
Masti Sharaab Ki Si Hai,,,'*'SA'*
.
Type By,,,,,,'*'
.-._.-,
'-._.Sarfraz Ahmad,,,'*'
.
Poet
Meer Taqi Meer
Book
Kalam E Meer
.
Ye Numaaish Saraab Ki Si Hai
.
Naaz-Ki Us K Lab Ki Kya Kahiay
.
Pankhari Ik Gulab Ki Si Hai
.
Chashm E Dil Khol Jis Bhi Aalam Par
.
Yahan Ki Oqaat Kharab Ki Si Hai
.
Baar Baar Us K Dar Pay Jata Hon
.
Halat Apni Aztiraab Si Hai
.
Nuqta Khaal Say Tera Abro
.
Bai'yat Ik Intikhab Ki Si Hai
.
Main Jo Bola,,,'*'
.
Kaha K Ye Awaaazzz
.
Usi Kharab Ki Si Hai
.
Atish E Ghum Main Dil Bhoo'naa Shaayad
.
Dair Say Boo Kaabaab Ki Si Hai
.
Daikhiay Abr Ki Tarha Ab Kah
.
Meri Chashm Pur-Aaab Ki Si Hai
.
"Meer" In Neem Baaz Ankhon Main
.
Masti Sharaab Ki Si Hai,,,'*'SA'*
.
Type By,,,,,,'*'
.-._.-,
'-._.Sarfraz Ahmad,,,'*'
.
Poet
Meer Taqi Meer
Book
Kalam E Meer
Comments