Mere Inkar Ko Iqrar Na Samjha Jaye

Mere Inkar Ko
Iqrar Na Samjha
Jaye
.
Itna Bay Bus Mera
Pindaar Na Samjha
Jaye
.
Husn E Ikhlaaq K
Maaini Na Samjhne
Waalo
.
Hans K Bolon To
Usay Pyar Na Samjha
Jaye
.
Us Nay Tohfay
Main Mujhe Phool
Diay Or Kaha
.
Rah E Mola Isaay
Izhar Na Samjha
Jaye
.
Ye Bhi Sach Hai
K Muhabt Meri
Majbori Hai
.
Lekin Isko Mera
Isaar Na Samjha
Jaye
.
Jaane Wala Nahi
Rukta To Uski
Marzi
.
Meri Chup Ko Mera
Israar Na Samjhaa
Jaye
.
Waqt By Waqt Mere
Shaher K Chaker Na
Laga
.
Tu Muhabat Ka
Gunahgar Na Samjha
Jaye
.
Khob Hai Apni Jaga
Heer Ka Qissa Lekin
.
Sirf Isay Ishq Ka
Miyaar Na Samjha
Jaye
.
Us Nay Khat Main
Mujhe Bhijwaya
Hai Khali Kaghaz
.
Q Isay Hasrat E
Izhaar Na Samjha
Jaye
.
Mera Soraj Say Koi
Or Ta'alluq Nahi
"Qamer"
.
Mujh Ko Ab Saya
E Dewar Na Samjha
Jaye....'*'SA'*'
.
Type By,,,,,,'*'
.-._.-,
'-._.Sarfraz Ahmad,,,'*'
.
Poetess
Rehana Qamer

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Maa Tere Doodh Ka Haq Hum Say Ada Kya Hoga