Aaj Unhain Is Tarah Jee Khol Kar Daikha Kye.
Aaj Unhain Kuch
TaYpEd By
TLASH25
Aaj Unhain Is Tarah Jee Khol Kar Daikha Kye.
=
Ek Hi Lamhein Mein Jaise Umar Bhar Daikha Kiye.
=
Dil Agar Betaab Hai Dil Ka Muqadar Hai Yahi.
=
Jis Qadar Thi Hum Ko Tofeeq E Nazar Daikha Kiye.
=
Khud Faroshana Adaa Thi Meri Soorat Daikhna.
=
Apne Hi Jalwe Ba Andaaz E Digar Daikha Kiye.
=
Nashanaas E Ghum Faqat Daad E Hunar Dete Rahe.
=
Hum Mata-E-Ghum Ko Ruswa E Hunar Daikha Kiye.
=
Daikhne Ka Ab Ye Aalam Hai Koi Ho Ya Na Ho.
=
Hum Jidhar Daikha Kiye.
=
Pahron Udhar Daikha Kiye.
=
Hussn Ko Daikha Hai Mein Ne Hussn Ki Khatir Hafeez.
=
Warna Sub Apna Hi Meer E Nazar Daikha Kiye...!
=
Poet By
Hafeez Hoshyarpuri.
=
eND.
=
Follow Tlash25 Send To 8001

Comments