Ajab Makan Hai K Jis Mein Makeen Nahin Aata.

Ajab Makan Hai



TaYpEd By 
TLASH25



Ajab Makan Hai K Jis Mein Makeen Nahin Aata.
=
Hudood E Shahar Mein Kiya Dil Kahin Nahin Aata.
=
Mein Jis K Ishq Mein Ghar Bar Chor Bethi Thi.
=
Yahi Wo Shakhs Hai Mujh Ko Yaqeen Nahin Aata.
=
Maza Hi Shair Sunane Ka Kuch Nahin.
=
Jab Tak
Qasedah Go Yon Mein Wo Nukta Chheen Nahin Aata.
=
Fishar Jan K Buhat Hain Agar Nazar Aayen.
=
Har Ek Zilzala Zair E Zameen Nahin Aata.
=
Bharam Hai Mehr O Maa O Najam Ka Bhi Bas Jab Tak.
=
Muqabil In K Wo Roshan Jabeen Nahin Aata...!
=
Poet By
Parveen Shakir.
=
eND.
=

Follow Tlash25 Send To 8001

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki