Ashk Aankh Mein Phir Atak Raha Hai.

Ashk Aankh Mein



TaYpEd By 
TLASH25



Ashk Aankh Mein Phir Atak Raha Hai.
=
Kankar Sa Koi Khatak Raha Hai.
=
Mein Us K Khiyal Se Guraizan
Wo Meri Sada Jhatak Raha Hai.
=
Tahreer Usi Ki Hai Magar Dil
Khat Parhte Huwe Atak Raha Hai.
=
Hain Phone Pe Kis K Sath Batein.
=
Aur Zihan Kahan Bhatak Raha Hai.
=
Sadiyon Se Safar Mein Hai.
=
Samandar Sahil Pe Thakan Tapak Raha Hai.
=
Ek Chand Saleb E Shakh E Gul Par
Bali Ki Tarah Latak Raha Hai...!
=
Poet By
Parveen Shakir.
=
eND.
=

Follow Tlash25 Send To 8001

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki