Be Dili Se Hansne Ko Khushdili Na Samjha Jaaye.
Be Dili Se Hansne
TaYpEd By
TLASH25
Be Dili Se Hansne Ko Khushdili Na Samjha Jaaye.
=
Gham Se Jalte Chahre Ko Roshni Na Samjha Jaaye.
=
Jahan Jahan Wehshat Mein Ghar Ki Simt Jata Hon.
=
Is Ko Dasht E Herat Se Waapsi Na Samjha Jaaye.
=
Laakh Khush-Guman Dunya Baahmi Talluq Ko.
=
Dosti Kahein Lekin Dosti Na Samjha Jaaye.
=
Ham To Bus Ye Kahte Hain Roz Jinhein Marne Ko.
=
Ap Chahein Kuch Samjhe Zindagi Na Samjha Jaaye.
=
Khaak Karne Walon Ki Kiya Ajeeb Khuwahish Thi.
=
Khaak Hone Walon Ko Khaak Hi Na Samjha Jaaye..!
=
Poet By
Pirzada Qasim.
=
eND.
=
Follow Tlash25 Send To 8001

Comments