Chaar Saazon Ki Azeeyat Nahin Dekhi Jati.

Chaara Saazon




TaYpEd By 
    TLASH25



Chaar Saazon Ki Azeeyat Nahin Dekhi Jati.
=
Tere Beemar Ki Halat Nahin Dekhi Jati.
=
Dene Wale Ki Mashiyat Pe Hai Sab Kuch Maqoof.
=
Mangne Wale Ki Haajat Nahin Dekhi Jati.
=
Din Behal Jata Hai Lekin Tere Deewano Ki.
=
Sham Hoti Hai To Wihshat Nahin Dekhi Jati.
=
Tamkanat Se Tujhe Rukhsat To Kiya Hai Lekin.
=
Ham Se In Ankhon Ki Hasrat Nahin Dekhi Jati.
=
Kon Utra Hai Ye Aafaaq Ki Pehnai Mein.
=
Aaina Khane Ki Herat Nahin Dekhi Jati...!
=
Poet By
Parveen Shakir.
=
eND.
=

Follow Tlash25 Send To 8001

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Maa Tere Doodh Ka Haq Hum Say Ada Kya Hoga