Daikha Hai Zindagi Ko Kuch Itna Qareeb Se
Daikha Hai
TaYpEd By
TLASH25
Daikha Hai Zindagi Ko Kuch Itna Qareeb Se
Chahre Tamam Lagne Lage Hain Ajeeb Se.
=
Is Rengti Hayat Ka Kab Tak Uthayein Baar
Beemar Ab Ulajhne Lage Hain Tabeeb Se.
=
Har Ghum Par Hai Majma E Ushshaq Muntazir.
=
Maqtal Ki Rah Milti Hai Koo E Habeeb Se.
=
Is Tarah Zindagi Ne Dia Hai Hamara Sath
Jaise Koi Nibah Raha Ho Raqeeb Se.
=
Aayi Roh E Assar Jag Kahan So Rahi Hai Tu
Awaz De Rahe Hain Piyambar Saleeb Se...!
=
Poet By
Sahir Ludhiyanvi.
=
eND.
=
Follow Tlash25 Send To 8001

Comments