Ek Saza Aur Aseeron Ko Suna Di Jaaye.
Ek Saza Aur
TaYpEd By
TLASH25
Ek Saza Aur Aseeron Ko Suna Di Jaaye.
=
Yani Ab Jurm E Aseere Ki Saza Di Jaaye.
=
Us Ki Khuwahish Hai K Ab Log Na Roye Na Hanse.
=
Behisi Waqt Ki Aawaz Bana Di Jaaye.
=
Dasht E Nadida Ki Tehqeeq Zaroori Hai Magar.
=
Pahle Jo Aag Lagi Hai Wo Bujha Di Jaaye.
=
Sirf Jalna Hi Nahin Ham Ko Bharakna Bhi To Hai.
=
Ishq Ki Aag Ko Lazim Hai Hawa Di Jaaye.
=
Sirf Sooraj Ka Nikalna Hai Agar Subah To Phir.
=
Ek Shab Aur Meri Shab Se Mila Di Jaaye.
=
Aur Ek Taza Sitam Us Ne Kiya Eejad.
=
Us Ko Is Baar Zara Khul Ke Dua Di Jaaye...!
=
Poet By
Pirzada Qasim.
=
eND.
=
Follow Tlash25 Send To 8001

Comments