Gham E Doran Ne Bhi Seekhe Gham E Jana K Chalan.

Gham E Doran




TaYpEd By 
TLASH25



Gham E Doran Ne Bhi Seekhe Gham E Jana K Chalan.
=
Wahi Sochi Huwi Chalein Wahi Be Sakhta Pan.
=
Wahi Iqrar Mein Inkaar K Kakho Pehloo.
=
Wahi Honton Pe Tabassum Wahi Abaru Pe Shikan.
=
Kis Ko Dekha Hai K Pindaar E Nazar K Bavasaf.
=
Ek Lamhe K Liye Ruk Gayi Dil Ki Dharkan.
=
Kon Si Fasl Mein Is Bar Mile Hain Tujh Se.
=
Ham Ko Parwah E Girebaan Hai.
=
Na Fikr E Daman
Ab To Chubhati Hai Hawa Barf K Medano Ki.
=
Un Dino Jism K Ihsas Se Jalata Tha Badan...!
=
Poet By
Parveen Shakir.
=
eND.
=

Follow Tlash25 Send To 8001

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki