Hawa Se Jang Mein Hon Be Amaan Hon

Hawa Se Jang



TaYpEd By
 TLASH25



Hawa Se Jang Mein Hon Be Amaan Hon.
=
Shikasta Kashtyon Par Badbaan Hon.
=
Mein Suraj Ki Tarah Hon Dhop Aurhey Aur Apne Ap Par Khud Sayebaan Hon.
=
Mujhe Barish Ki Chahat Ne Daboya Mein Pukhta Shaher Ka Kacha Makan Hon.
=
Khud Apni Chaal Ulti Chalna Chahon Mein Apne Waste Khud Asman Hon.
=
Duaein De Rahi Hon Dushmano Ko Ek Hamdard Par Na Maharban Hon.
=
Parindo Ko Dua Sikhla Rahi Hon.
=
Mein Basti Chor Jangal Ki Azan Hon.
=
Abhi Tasveer Meri Kiya Bane Gi.
=
Abhi To Canwas Par Ek Nishan Hon...!
=
Poet By
Parveen Shakir.
=
eND.
=

Follow Tlash25 Send To 8001

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki