Jumbish E Kaakul E Mahbob Se Din Dhalta Hai.
Jumbish E Kaakul
TaYpEd By
TLASH25
Jumbish E Kaakul E Mahbob Se Din Dhalta Hai.
=
Haaye Kis Khoobi E Usloob Se Din Dhalta Hai.
=
Phenk Kulfat-Zada Sooraj Pe Bhi Chheente Us Ke.
=
Jis Mayy E Dilkash O Marghoob Se Din Dhalta Hai.
=
Koshish E Banda-Daana Nahin Kaamil Hoti.
=
Sohbat E Banda D Majzoob Se Din Dhalta Hai.
=
Mehar Ke Walwala E Raast Se Pau Phatti Hai.
=
Mehar Ke Jazba E Maqloob Se Din Dhalta Hai.
=
Saaqiya Ek Adam Ko Bhi Phureri Us Ki.
=
Jis Khanakte Huwe Mashroob Se Din Dhalta Hai...!
=
Poet By
Abdul Hameed Adam.
=
eNd.
=
Follow Tlash25 Send To 8001

Comments