Justuju Khoye Huwon Ki Umar Bhar Karte Rahe

Justuju Khoye




TaYpEd By 
   TLASH25



Justuju Khoye Huwon Ki Umar Bhar Karte Rahe.
=
Chand K Hamrah Ham Har Shab Safar Karte Rahe.
=
Raston Ka Ilim Tha Na Ham Ko Simaton Ki Khabar.
=
Shaher E Namaloom Ki Chahat Magar Karte Rahe.
=
Ham Ne Khud Se Bhi Chupaya Hai Aur Sare Shaher Ko.
=
Tere Jane Ki Khabar Deewar O Dar Karte Rahe.
=
Wo Na Aaye Ga Hamein Maloom Tha Us Sham Bhi
Intizar Us Ka.
=
Magar Kuch Soch Kar Karte Rahe.
=
Aaj Aaya Hai Hamein Bhi Un Uranon Ka Khiyal.
=
Jin Ko Tere Zaim Mein Be Baal O Par Karte Rahe...!
=
Poet By
Parveen Shakir.
=
eND.
=

Follow Tlash25 Send To 8001

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Maa Tere Doodh Ka Haq Hum Say Ada Kya Hoga