Khushbo K Karwaan Ki Hai Salaar Titliyan

Khushbo K Karwaan Ki Hai Salaar Titliyan
Shabnum K Bad Pholon Ka Singaar Titliyan...>
.
Pocha Sanam Ny Titliyan Achi K Shab E Chiragh
Haathon Ko Bandh Kar Kaha Sarkar Titliyan...>
.
Gul Or Rukh E Haseen Main Ik Fark Ye Bhi Hai
Karti Hai Un K Til Ka Deedar Titliyan...>
.
Taqseem E Bagh Urtay Paaron Ko Nahi Qabool
Darwazay Manti Hai Na Dewaar Titliyan...>
.
Pholon Ki Jan Bachanay Ko Gul Jaisi Ban Gai
Insan Ko Sikhati Hai Aisaar Titliyan...>
.
Kaash Unko Hawaz Main Nazr Main Aa Jayain Apne Par
Pholon Say Kr Rahi Hai Abs Pyar Titliyan...>
.
Wo Surkh Ro Hoay Mere Shairon Ko Parh K "Qais"
Aa Aa K Chomnay Lagi Rukhsar Titliyan....'*'SA'*'
.
Type By,,,,,,-'*'
.-._.-,
'-._.Sarfraz Ahmad...-*
.
Book
Titliyan
Poet

Shahzad Qais

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki