Kon Sood O Ziyan Ki Dunya Mein.

Kon Sood O



TaYpEd By 
    TLASH25



Kon Sood O Ziyan Ki Dunya Mein.
=
Dard E Gurbat Ka Sath Deta Hai.
=
Jab Muqabil Hon Ishq Aur Dolat.
=
Hussn Dolat Ka Sath Deta Hai.
=
Hai Faaslein Utha Raha Mujh Mein.
=
Jane Ye Kon Aa Raha Hai Mujh Mein.
=
Yun Mujh Ko Jala Watan Kar Ke
Wo Mere Bin Bhala Raha Mujh Mein.
=
Mujh Se Us Se Rahi Talash E Umeed.
=
Sau Buhat Din Chupa Raha Mujh Mein.
=
Tha Qeemat Sukoot Ka Aashob.
=
Hashar Sa Ek Barpa Raha Mujh Mein.
=
Pas Parda Koi Na Tha Phir Bhi
Ek Parda.
=
Kheencha Raha Mujh Mein.
=
Mujh Mein Aa K Gira Tha Ek Zakhmi.
=
Jane Kab Tak Para Raha Mujh Mein...!
=
Poet By
John Elia.
=
eND.
=

Follow Tlash25 Send To 8001

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki