Main Zindagi K Azab Likhon K Khwab Likhon

Mere Khudaya...>
.
Main Zindagi K Azab Likhon K Khwab Likhon...>
.
Ye Mera Chahra Ye Meri Ankhain...>
.
Bujhay Hoay Sy Chiragh Jaise...>
.
Jo Phr Sy Jalne K Muntazir Hon...>
.
Wo Chand Chahra Sitara Ankhain...>
.
Wo Maherban Saya Dar Ankhain...>
.
Jinhon Ny Paiman Kiay Thy Mujh Sy Rafakaton K Muhabton K...>
.
Kaha Tha Mujh Sy K Aay Musafir Rah E Wafa K...>
.
Jahan Bhi Jye Ga Hum Bhi Aayege Sath Tere...>
.
Banayge Raton May Chandni Hum...>
.
To Din May Saye Bakhair Daingee...>
.
Wo Chand Chahra Sitara Ankhain...>
.
Wo Maherban Saya Dar Ankhain...>
.
Jinhon Ny Paiman Kiay Thy Mujh Sy...>
.
Rafakaton K Muhabton K Shikast Kr K...>
.
Na Jaane Ab Kiski Rahguzar Ka Minara Roshni Hoay Hai...>
.
Magr Musafir Ko Kya Khabr Hai...>
.
Wo Chand Chahra To Bujh Gaya...>
.

Sitara Ankhain To So Gai...'*'SA'*'
.
Wo Roshni Or Wo Saaye Bhi Meri Aa'taa Thay...>
.
So Meri Rahon Main Aaj Bhi Hai...>
.
Wo Chand Chahra Sitara Ankhain...>
.
Wo Maherbaan Saaya Daar Ankhain...>
.
Hazaron Chahron Hazaron Ankhon Hazaron Zulfon Ka Aik Sailab E Tund Lay Kar...>
.
Mere Taa'aqub Main Aa Rahe Hai...>
.
Har Aik Chahra Hai Chand Chahra...>
.
Hai Sari Ankhain Sitara Ankhain...>
.
Tamam Hai Maherban Or Saya Dar Zulfain...>
.
Main Kisko Chahon Main Kisko Choomon...>
.
Main Kis K Saaye Main Baith Jaaon...>
.
Baachon K Tofaan Main Doob Jaaon...>
.
K Mera Chahra Na Meri Ankhain...>
.
Mere Khudaya...>
.
Main Zindagi K Azaab Likhon K Khwab Likhon....'*'SA'*'
.
Type By,,,,,,-'*'
.-._.-,
'-._.Sarfraz Ahmad...-*
.
Poet
Ubaid Ullah Aleem
Book

Dasht Tanhai

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki