Mekhana E Hasti Mein Aksar Hum Apna Thikaana Bhool Gaye.
Mekhana E Hasti
TaYpEd By
TLASH25
Mekhana E Hasti Mein Aksar Hum Apna Thikaana Bhool Gaye.
=
Ya Hosh Mein Jaana Bhool Gaye Ya Hosh Mein Aana Bhool Gaye.
=
Asbaab To Ban Jaate Hain Taqdeer Ki Zid Ko Kiya Kahiye.
=
Ek Jaam Lo Puhuncha Tha Hum Tak Hum Jaam Uthana Bhool Gaye.
=
Aaye The Bikhre Zulfon Ko Ek Roz Humaare Marqad Par.
=
Do Ashk To Tapke Ankhon Se, Do Phool Charhana Bhool Gaye.
=
Chaaha Tha Ki Un Ki Ankhon Se Kuch Rang E Bahaaran Leeje.
=
Taqreeb To Achi Thi Lekin Oo Aankh Milana Bhool Gaye.
=
Maloom Nahin Aaine Mein Chupke Se Hansaa Tha Kon Adam.
=
Hum Jaam Uthaana Bhool Gaye, Wo Saaz Bajana Bhool Gaye..!
=
Poet By
Abdul Hameed Adam.
=
eNd.
=
Follow Tlash25 Send To 8001

Comments