Raat Bhar

Raaat Bhar
.
Poet:-
'-._.Sarfraz Ahmad
.
Faraib Jaan Ko Daite Rahe Raat Bhar....->
",,
",,
Lay K Tera Naam Peetay Rahe Raat Bhar....->
",,
",,
Arooj Par Tha Hamare Zawaal Ka Alam....->
",,
",,
Hum Jo Usi K Khat Jalate Rahe Raat Bhar....->
",,
",,
Baam E Falak Py Jo Raat Tota Tara Daikha....->
",,
",,
Phr Usi Ko Dua Main Mangte Rahe Raat Bhar....->
",,
",,
Ghum Main Doobi Rahi Ankhain....->
",,
",,
Ashk Bahate Rahe Raat Bhar....->
",,
",,
Uska Faraib E Aks Jo Pahlu Aa Baitha....->
",,
",,
Hum Khudi Say Batain Krte Rahe Raat Bhr....->
",,
",,
Shab E Firaaq Main Matum Ka Alam Na Pochiay....->
",,
",,
Roo Roo K Zakhmo Pay Marham Lagate Rahe Raat Bhar....->
",,
",,
Yaad E "Jiger" Main Rotay Rahe Raat Bhar....->
",,
",,
Yun Ghum Say Paimaan Nibhate Rahe Raat Bhar....-'*'SA'*'

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Maa Tere Doodh Ka Haq Hum Say Ada Kya Hoga