Rasta Hi Naya Hai Na Mein Anjaan Buhat Hon
TaYpEd By TLASH25
Rasta Hi Naya Hai Na Mein Anjaan Buhat Hon.
=
Phir Kuye’malamat Mein Hon Nadan Buhat Hon.
=
Ek Umar Jise Khuwab Ki Manind Hi Dekha.
=
Chone Ko Mila Hai To Pareshan Buhat Hon.
=
Mujh Mein Kabhi Aahat Ki Tarah Se Koi Aaye.
=
Ek Band Gali Ki Tarah Sunsaan Buhat Hon.
=
Uljhen Kayi Baar Abhi Lafz Se Mafhoom.
=
Saada Hai Buhat Wo Na Mein Aasaan Buhat Hon...!
=
Poet By
Parveen Shakir.

Comments