Shoq E Deedar Pay Ghafil E Azaan Rahe

Poet:-
Sarfraz Ahmad
.
Shoq E Deedar Pay
.
Type By,,,,,,-*
.-._.-,
'-._.SA-Ki-JAN...-*
.
Shoq E Deedar
Pay Ghafil E Azaan Rahe...>
.
Hamari Hi Galti Thi
Jo Un Say Paimaan Rahe...>
.
Umar Bhar Aks E Yar Tlash 
Karte Rahe...>
.
Par Us K Chaaro Tarf
To Darbaan Rahe...>
.
Dewangi Main Yaaro
Chain Kab Mila...>
.
Usi Ki Tlash Main
Paraishaan Rahe...>
.
Mujhe Ghum Ye
Nahi K Teer Apno
Nay Maara...>
.
Lekin Mujhe
Bachanay Main
Sar E Farist Mere Dushmanan
Rahe...>
.
Kahne Pay Un K
Hathon Pay Sari Raat Chiragh
Jalaye...>
.
Lekin Phr Bhi Mitti
Main Dafan Mere
Armaan Rahe...>
.
Kabhi Bhi Mere Dil
Ka Haal Naa Jaan
Saka Wo...>
.
Jis Pay Dil O Jaan
Mere Qurban Rahe...>
.
Mitti K Dair Par Jab Mere
Naam Ki  Takhti Lag Jaye
"Sarfraz...>
.
To Phool Na
Charhanay Aana
Ye Dhiyaan Rahe....'*'SA'*'
.
Typing Date
17:10:2014

10:00

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Maa Tere Doodh Ka Haq Hum Say Ada Kya Hoga