Thi Gar Aane Mein Maslihat Haail

Thi Gar Aane



TaYpEd By 
    TLASH25



Thi Gar Aane Mein Maslihat Haail.
=
Yad Aana Koi Zarori Tha.
=
Dekhye Ho Gai Ghalat Fahmi
Muskurana Koi Zarori Tha.
=
Lejiye Bat Hi Na Yad Rahi.
=
Gungunana Koi Zarori Tha.
=
Gunguna Kar Meri Jawan Ghazlein.
=
Jhoom Jana Koi Zarori Tha.
=
Mujh Ko Pa Kar Kisi Khayal Mein Gum.
=
Chup Ke Aana Koi Zarori Tha.
=
Uf Wo Zulfein Wo Naaganain.
=
Wo Hansi
Yon Darana Koi Zarori Tha.
=
Aur Aise Iham Mazaaq Ke Bad.
=
Rooth Jana Koi Zarori Tha...!
=
Poet By
John Ilia.
=
eND.
=

Follow Tlash25 Send To 8001

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki