Tum Jab Aao Gi To Khoya Huwa Pao Gi Mujhe.

Tum Jab Aao Gi



TaYpEd By 
TLASH25



Tum Jab Aao Gi To Khoya Huwa Pao Gi Mujhe.
=
Meri Tanhai Mein Khuwabon Ke Siwa Kuch Bhi Nahin.
=
Mere Kamre Ko Sajaane Ki Tamana Hai Tumhein.
=
Mere Kamre Mein Kitabon Ke Siwa Kuch Bhi Nahin.
=
In Kitabon Ne Bara Zulm Kiya Hai Mujh Par.
=
In Mein Ek Ramz Hai Jis Mein Ramz Ka Maara Huwa Zihan.
=
Muzda E Ishrat E Anjam Nahin Pa Sakta.
=
Zindagi Mein Kabhi Aaram Nahin Pa Sakta...!
=
Poet By
John Elia.
=
eND.
=

Follow Tlash25 Send To 8001

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki