Tumhein Jafa Se Na Yon Baz Aana Chahye Tha.

Tumhein Jafa Se



TaYpEd By 
TLASH25



Tumhein Jafa Se Na Yon Baz Aana Chahye Tha.
=
Abhi Kuch Aur Mera Dil Dukhana Chahye Tha.
=
Taweel Rat K Pahlu Mein Kab Se Soi Hai.
=
Naweed E Subah Tujhe Jag Jana Chahye Tha.
=
Buhat Qallaq Huwa Herat Gazeeda Tofan Ko.
=
K Kon Doobe Kinhein Doob Jana Chahye Tha.
=
Bujhe Chiragon Mein Kitne Hain Jo Jale Hi Nahin.
=
Sawad E Waqt Inhein Jagmagana Chahye Tha.
=
Ajab Na Tha K Qafas Sath Le K Urr Jate Tarapna Chahye Tha.
=
Pharpharana Chahiye Tha.
=
Ye Meri Har K Kar E Janan Se Hara Magar.
=
Bicharne Wale Tujhe Yad Aana Chahye Tha.
=
Taman Umar Ki Asurdagi E Wasl K Bad.
=
Firaq Aakhiri Dhoka Tha Khana Chahye Tha...!
=
Poet By
Pirzada Qasim.
=
eND.
=

Follow Tlash25 Send To 8001

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki