Wo Aks E Moja E Gul Tha Chaman Chaman Mein Raha.

Wo Aks E Moja




TaYpEd By 
TLASH25



Wo Aks E Moja E Gul Tha Chaman Chaman Mein Raha.
=
Wo Rang Rang Mein Utra Kiran Kiran Mein Raha.
=
Wo Nam Hasil E Fan Ho K Mere Fan Mein Raha.
=
K Rooh Ban K Meri Soch K Badan Mein Raha.
=
Sukon E Dil K Lye Mein Kahan Kahan Na Gai.
=
Magar Ye Dil K Sada Us Ki Anjumman Mein Raha.
=
Wo Shaher Walo K Aage Kahin Muhazib Tha.
=
Wo Ek Shakhs Jo Shahro Se Door Ban Mein Raha.
=
Chiraag Bujhte Rahe Aur Khuwab Jalte Rahe.
=
Ajeb Tarz Ka Mosam Mere Watan Mein Raha...!
=
Poet By
Parveen Shakir.
=
eND.
=

Follow Tlash25 Send To 8001

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki