Ye Dil Bhulata Nahi Hai Muhabtain Uski

Ye Dil Bhulata Nahi Hai Muhabtain Uski...>
.
Pari Hoi Theen Mujhe Kitni Aadatain Uski...>
.
Ye Mera Sara Safar Uski Khushboun Main Kata...>
.
Mujhe To Rah Dikhati Theen Chahatain Uski...>
.
Ghiri Hon Hon Main Chahro Ki Bheer Main Lekin...>
.
Kaheen Nazar Nahi Aati Shabahatain Uski...>
.
Main Door Honay Lagi Hon To Aisa Lagta Hai...>
.
K Chaaon Jaisi Theen Mujh Par Rafakatain Uski...>
.
Ye Kis Gali Main Kis Shahr Main Nikal Aaye...>
.
Kahaan Pay Rah Gai Logon Sadakatain Uski...>
.
Main Barishon Main Juda Ho Gai Hon Us Say Magr...>
.
Ye Mera Dil Meri Sansain Amanatain Uski....'*'SA'*'
.
Type By,,,,,,-'*'
.-._.-,
'-._.Sarfraz Ahmad...-*
.
Poetss
Noshi Gilaani
Book

Udaas Honay K Din

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki