Zakham E Umeed Bhar Gaya Kab Ka.

Zakham E



TaYpEd By 
   TLASH25



Zakham E Umeed Bhar Gaya Kab Ka.
=
Qais To Apne Ghar Gaya Kab Ka.
=
Ab To Munh Apna Mat Dikhao Mujhe.
=
Naa-Siho Mein Sudhar Gaya Kab Ka.
=
Ap Ab Pochne Ko Aaye Hain.
=
Dil Meri Jan Mar Gaya Kab Ka.
=
Ap Ek Aur Neend Le Lejiye.
=
Kafila Kooch Kar Gaya Kab Ka.
=
Mera Fehrist Se Nikal Do Naam.
=
Mein To Khud Se Mukar Gaya Kab Ka...!
=
Poet By
John Elia.
=
eND.
=



Follow Tlash25 Send To 8001

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki