Be Aitdalyon Se
TaYpEd By
TLASH25
Be Aitadalyon Se Sabak Sab Me Hum Huwe Jitne Ziyada Ho Gaye Utne Hi Kam Huwe.
=
Pinhan Tha Dam E Sakht Qareb Aashyan K Urne Na Paye The Ki Giraftar Hum Huwe.
=
Haste Humare Apn Fana Par Daleel Hai Yan Tak Mite Ki Ap Hum Apni Qasam Huwe.
=
Sakhti Kashan E Ishq Ki Poche Hai Kia Khabar
Wo Laga Rafta Rafta Sarapa Alam Huwe.
=
Teri Wafa Se Kia Ho Talafi Ki Dahar Me Tere Siwa B Hum Pe Buhat Se Sitam Huwe.
=
Likhte Rahe Junon Ki Hikayat E Khonchakan
Harchand Us Me Hath Humare Qalam Huwe.
=
Alla Re Teri Tundi E Khon Jis K Beem Se
Azaa E Nala Dil Me Mere Rizqe Hum Huwe.
=
Ahle Hawas Ki Fatah Hai Tark E Nabard E Ishq
Jo Panv Utha Gaye Wahi Un K Alam Huwe.
=
Nal E Adam Me Chand Humare Supurd The Jo Wahan Na Khench Sake So Wo Yahan Aa K Dam Huwe.
=
Chore Asad Na Hum Ne Gadayi Me Dil Lagi
Sail Huwe To Ashiq E Ihl E Karam Huwe...!
=
By
Mirza Ghalib.

Comments