Aawara Hain Galiyon Main
Aawara Hain
TaYpEd By
TLASH25
Aawara Hain Galiyon Mein, Mein Or Meri Tanhai.
=
Jayein To Kahan Jayein Har Mor Pe Ruswai.
=
Ye Phool Se Chahre Hain Hanste Huwe Guldaste.
=
Koi Bhi Nahi Apna Begane Hain Sub Raste
Rahein Hain Tamashai.
=
Rahi Bhi Tamashai Mein Or Meri Tanhai.
=
Arman Sulagte Hain Seene Mein Chita Jaise.
=
Qatil Nazar Aati Hai Dunya Ki Hawa Jaise.
=
Roti Hai Mere Dil Par Bajti Huwi Shehnai.
=
Mein Or Meri Tanhai.
=
Aakash K Maathe Par Taron Ka Chiragan Hai
Pehlu Mein Magar.
=
Mere Zakhmon Ka Gulistan Hai.
=
Ankhon Se Lahu Tapka Daman Mein Bahar Aayi
Mein Or Meri Tanhai.
=
Har Rang Mein Ye Dunya 100 Sao Rang Dikhati Hai.
=
Ro Kar Kabhi Hansti Hai Hans Kar Kabhi Gaati Hai.
=
Ye Piyar Ki Bahein Hain Ya Mot Ki Angrai...!
=
Poet By
Sardar Jafri.
=
eND.
=
Follow Tlash25 Send To 8001

Comments