Ab Ke Barsat Ki Rut Aur Bhi Bharkeeli Hai.
Ab Ke Barsat Ki
TaYpEd By
TLASH25
Ab Ke Barsat Ki Rut Aur Bhi Bharkeeli Hai.
=
Jism Se Aag Nikalti Hai Qaba Geeli Hai.
=
Sochta Hon Ke Ab Anjaam E Safar Kiya Ho Ga.
=
Log Bhi Kaanch Ke Hain Raah Bhi Pathreeli Hai.
=
Shidat E Qarb Mein To Hansna Qarb Hai Mera
Hath Hi Sakht Hain.
=
Zanjeer Kahan Dheeli Hai.
=
Gard Ankhon Mein Sahi Daag To Chahre Pe Nahin.
=
Lafz Dhundhle Hain Magar Fikar To Chamkeeli Hai.
=
Ghool Deta Hai Samaat Mein Wo Meetha Lehja.
=
Kis Ko Maloom Ke Ye Qeend Bhi Zahreeli Hai.
=
Pehle Rag Rag Se Meri Khoon Nichora Us Ne.
=
Ab Ye Kahta Hai Ke Rangat Hi Meri Peeli Hai.
=
Mujh Ko Be Rang Hi Na Kar De Kahin Rang Itne
Sabz Mosam Hai.
=
Hawa Surkh, Fiza Neeli Hai.
=
Meri Parwaz Kisi Ko Nahin Bhaati To Na Bhaaye.
=
Kiya Karon Zihan Muzaffar Mera Jibraeeli Hai...!
=
Poet By
Muzaffar Warsi.
=
eND.
=
Follow Tlash25 Send To 8001

Comments