Aisa Nahin Ke Hum Ko Muhbat Nahin Mili.

Aisa Nahin Ke


TaYpEd By 
TLASH25

Aisa Nahin Ke Hum Ko Muhbat Nahin Mili.
=
Haan Jaisi Chahatein Thi Wo Qurbat Nahin Mili.
=
Milne Ko Zindagi Mein Kayi Hum Safar Mile.
=
Lekin Tabiyaton Se Tabiyat Nahin Mili.
=
Chahron Ke Is Hujoom Mein Hum Dhondte Rahe.
=
Soorat Nahin Mili Kahin Seerat Nahin Mili.
=
Wo Yak Baa Yak Mila To Buhat Der Se Mila.
=
Alfaaz Dhondne Ki Bhi Muhlat Nahin Mili.
=
Us Ko Gila Raha Ke Tawajah Na Di Usey.
=
Lekin Humein Khud Apni Rafaqat Nahin Mili.
=
Har Shakhs Zindagi Mein Buhat Der Se Mila.
=
Koi Bhi Cheez Hasb E Zaroorat Nahin Mili...!
=
Poet By
Mirza Ghalib.
=
eND.
=

Follow Tlash25 Send To 8001

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki