Akhiri Khat Na Parh Saka Mein Bhi.

Akhari Khat Na

TaYpEd By
TLASH25

Akhiri Khat Na Parh Saka Mein Bhi.
=
Aas Kiya Deta Ro Diya Mein Bhi.
=
Sirf Sun'ne Ki Ta'ab Thi Shayad.
=
Wo Bhi Khamoshi Chup Raha Mein Bhi.
=
Hijjar Ki Sakhit Sard Raaton Mein.
=
Wo Bhi Jalta Raha Jala Mein Bhi.
=
Aj Wo Ap Par Hi Thahra Raha.
=
Faasle Rakh Kar Hi Milla Mein Bhi.
=
Aorh Li Usne Chahre Par Ronaq.
=
Saamne Sub Ke Khush Raha Mein Bhi.
=
Galti Se Ankhein 2 Do 4 Chaar Hote Hi.
=
Sakht Muhtaat Tar Huwa Mein Bhi.
=
Wo Bhi Ulti Kitaab Parne Laga.
=
Kal Ke Akhbaar Mein Chaapa Mein Bhi.
=
Guriyan Gude Ka Khail Tha Shayad.
=
Mutmmayeen Ho K So Gaya Mein Bhi.
=
Ummar Bhar Usko Ishq Ho Na Saka.
=
Aur Ek Roz Jal Bujha Mein Bhi.
=
Har Taraf Laila Laila Hote Daikh.
=
Ban Gaya Qais Bewafa Mein Bhi...!
=
Poet By
Shahzad Qais.
=
eND.
=
Follow Tlash25 Send To 8001

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki