Ay Ishq Kahi Le Chal Is Paap Ki Basti Se.
Ay Ishq Kahi
TaYpEd By
TLASH25
Ay Ishq Kahi Le Chal Is Paap Ki Basti Se.
=
Nafrat Gah E Alam Se Lanat Gah E Hasti Se.
=
In Nafs Parasto Se Is Nafs Parasti Se.
=
Dor Or Kahi Le Chal Ay Ishq Kahi Le Chal.
=
Hum Prem Pujari Hain Tu Prem Kahaniya Hai
Tu Prem Kahaniya Hai Ye Prem Ki Naya Hai.
=
Ye Prem Ki Naya Hai Tu Is Ka Khiwaya Hai.
=
Kuch Fikar Nahi Le Chal Ay Ishq Kehi Le Chal.
=
Be Raham Zamane Ko Ab Chor Rahe Hain Ham.
=
Be Dard Azeezo Se Monh Mor Rahe Hain Ham.
=
Jo Aas K Thi Wo Bhi Ab Tor Rahe Hain Ham.
=
Bus Ta'ab Nahi Le Chal Ay Ishq Kahi Le Chal.
=
Ye Jabar Kada Azad Afkar Ka Dushman Hai.
=
Armano Ka Qatil Hai Umeedo Ka Rehzan Hai.
=
Jazbat Ka Maqtal Hai Jazbat Ka Mad Fun Hai.
=
Chal Yan Se Kahi Le Chal Ay Ishq Kahi Le Chal.
=
Aapas Mein Chhal Or Dhokey Sansar Ki Reete Hain.
=
Is Pap Ki Nagri Mein Ujri Si Pretein Hain...!
=
Haan Niyaya Ki Harein Hain Un Niyaya Ki Jeetein Hain.
=
Sukh Chain Nahi Le Chal Ay Ishq Kahi Le Chal.
=
Ye Dard Bhari Dunya Basti Hai Gunaho Ki
Dil Chaak Umeedo Ki.
=
Safak Nigaho Ki
Zulmo Ki Jafaon Ki Aaho Ki.
=
Karaho Ki
Hain Gham Se Hazee Le Chal
Ay Ishq Kahi Le Chal.
=
Ankhon Mein Samayai Hai Ek Khuwab Numa Dunya.
=
Taaro Ki Tarah Roshan Mehtab Numa Dunya
Janat Ki Tarah Rangeen.
=
Shadab Numa Dunya Lillah Wahi Le Chal
Ay Ishq Kahi Le Chal.
=
Ay Ishq Hamein Le Chal Ek Noor Ki Wadi Mein.
=
Ek Khuwab Ki Dunya Mein Ek Toor Ki Wadi Mein.
=
Khoron K Khiyalat E Masror Ki Wadi Mein.
=
Ta Khuld E Baree Le Chal
Ay Ishq Kahi Le Chal.
=
Magrib Ki Hawaon Se Awaz Si Aati Hai.
=
Or Ham Ko Samandar K Us Paar Bulati Hai.
=
Shayad Koi Tanhai Ka Des Batati Hai.
=
Chal Us K Qareen Le Chal Ay Ishq Kahi Le Chal...!
=
Chal Us K Qareen Le Chal Ay Ishq Kahi Le Chal.
=
Ek Aisi Fiza Jis Tak Gham Ki Na Rasayi Ho.
=
Dunya Ki Hawa Jis Mein Sadyon Se Na Aayi Ho.
=
Ay Ishq Jahan Tu Ho Or Teri Khudai Ho.
=
Ek Aisi Jagah Jis Mein Insan Na Baste Hon.
=
Ye Makar O Jaffa Pesha Hewan Na Baste Hon.
=
Insan Ki Qaba Mein Ye Shetan Na Baste Hon.
=
To Khof Nahi Le Chal Ay Ishq Kahi Le Chal.
=
In Chand Sitaaro K Bikhre Huwe Shaharon Mein.
=
In Noor Ki Kirno Mein Thahri Huwi Lahron Mein.
=
Thehri Huwi Lahron Mein Soyi Huwi Nahron Mein.
=
Ay Hizar E Haseen Le Chal
Ay Ishq Kahi Le Chal.
=
Ek Aisi Bihisht Aayein Wadi Mein Puhanch Jayein.
=
Jis Mein Kabhi Dunya K Gham Dil Ko Na Tarpayein.
=
Or Jis Ki Baharon Mein Jeene K Maze Aayein.
=
Le Chal Tu Wahi Le Chal Ay Ishq Kahi Le Chal...!
=
Poet By
Akhtar Sheerani.
=
eND.
=
Follow Tlash25 Send To 8001

Comments