Bargashta E Yazdan Se Kuch Bhool Huwi Hai.

Bargashta E

TaYpEd By
 TLASH25

Bargashta E Yazdan Se Kuch Bhool Huwi Hai.
=
Bhatke Huwe Insan Se Kuch Bhool Huwi Hai.
=
Ta Had E Nazar Shole Hi Shole Hain Chamman Mein.
=
Pholon K Nigahban Se Kuch Bhool Huwi Hai.
=
Jis Ihad Mein Lut Jaye Faqeeron Ki Kamaayi.
=
Us Ihad K Sultan Se Kuch Bhool Huwi Hai.
=
Hanste Hain Meri Soorat EMafton Pe Shagoofe.
=
Mere Dil E Nadan Se Kuch Bhool Huwi Hai.
=
Horon Ki Talab Or Mai O Sagar Se Hai Nafrat.
=
Zahid Tere Irfan Se Kuch Bhool Huwi Hai...!
=
Poet By
Hafeez Jalandri
=
eND.
=

Follow Tlash25 Send To 8001

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki