Bhagwan Ek Qasoor Ki Itni Bari Saza.

Bhagwan Ek

TaYpEd By 
 TLASH25

Bhagwan Ek Qasoor Ki Itni Bari Saza.
=
Dunya Teri Yahi Hai To Dunya Se Mein Chala.
=
Bhagwan Ek Qasoor.
=
Duniya K Zalimo Ne chalayein Wo Aandhiyan.
=
Sare Chiraag Bujh Gaye Mein Dekhta Raha.
=
Dunya Teri Yahi Hai.
=
Mein Ye Samajh Raha Tha Mere Daag Dhul Gaye.
=
Ho Ga Kuch Aur Khoone Jigar Ye Pata Na Tha.
=
Dunya Teri Yahi Hai.
=
Mujh Sa Bad Naseeb Na Ho Ga Jahan Mein.
=
Jo Bhi Mila Usi Ne Gunahgar Hi Kaha.
=
Dunya Teri Yahi Hai...!
=
Poet By
Shakeel Badyuni.
=
eND.
=

Follow Tlash25 Send To 8001

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki