Buhat Koshish Ki Magar Fasila Mita Na Saka.

Buhat Koshish Ki

TaYpEd By
 TLASH25

Buhat Koshish Ki Magar Fasila Mita Na Saka.
=
Mein Lamha Bhar K Liye Bhi Us Ko Apna Na Saka.
=
Yon To Zindagi K Safar Mein Kayi Humsafar Mile Hum Ko.
=
Lekin Us Ki Tarah Dil Mein Koi Ghar Bana Na Saka.
=
Lagta Tha Dar Mujhe Tanhai Se Buhat.
=
Shayad Isi Liye Dosto Ko Aazma Na Saka.
=
Is Se Barh Kar Aur Kiya Ho Meri Muhbat Ka Saboot.
=
Jis Ne Ghar Jalaya Mera Us K Khat Tak Jala Na Saka.
=
Barson Mein Ne Ki Thi Jis K Qurb Ki Khuwahish Waqas.
=
Aaj Wo Mera Muntazir Tha Magar.
=
Mein Qadam Barha Na Saka....!
=
Poet By
Waqas Mehmood Hashmi.
=
eND.
=

Follow Tlash25 Send To 8001

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki