Chalo K Phir Se Zindagi Aabad Kare.

Chalo K Phir Se

TaYpEd By 
TLASH25

Chalo K Phir Se Zindagi Aabad Kare.
=
Ujre Huwe Gulshan Ko Phir Se Aabad Kare.
=
Tarikhiyan Jo Nazar Aati Hain Har 4 Char So.
=
Mita K Inhein Phir Zindagi Aabad Kare.
=
Dihshat Ki Dori Se Jo Bandh Diya Hum Ko.
=
Tor Kar Usi Ko Naya Jeewan Aabad Kare.
=
Tail Laga Kar Jis Ko Jalaya Hai Aghiyar Ne.
=
Aao K Usi Ko Bujha Kar Mulk Aabad Kare.
=
Zakhmon Se Chor Insaniyat Ko Jalaya Hum Ne.
=
Ban K Marham Inhi Ka Dais Aabad Kare.
=
Hussnain Jo Chupa Rakhi Thi Tu Ne Muhbat Lahu Mein.
=
Nichawar Kar K Apnon Par Naya Pakistan Aabad Kare...!
=
Poet By
Mirza Hussnain Azam.
=
eND.
=

Follow Tlash25 Send To 8001

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki