Ghum E Hijran Ki Tere Pas Dawa Hai K Nahi.

Gham E Hijran
.
Type By......-*
.-._.-,
'-._.Sarfraz Ahmad...-*
.
Ghum E Hijran Ki Tere Pas Dawa Hai K Nahi.*
.
Jaan Balub Hai Tera Beemar Suna Hai K Nahi.*
.
Wo Jo Aaya Tha Dil Lay K Gaya Hai K Nahi.*
.
Jhank Lay Seene Main Kum-Bakht Zara Hai K Nahi.*
.
Makhmasay Main Teri Aahat Nay Daal Diya.*
.
Ye Mere Dil K Dharakny Ki Sada Hai K Nahi.*
.
Samne Aana, Guzar Jana, Tagaful Karna.*
.
Kya Ye Dunya Main Qayamat Ki Saza Hai K Nahi.*
.
Ahl E Dil Nay Usay Dhundha Usay Mahsos Kiya.*
.
Sochty Rahe Kuch Log Khuda Hai K Nahi.*
.
Tum Na-Huq Meri Baatun Ka Bura Maan Gaye.*
.
Maine Jo Kuch Bhi Kaha Tum Say Baja Hai K Nahi.*
.
Aabro Jaye Na Ashkon Ki Rawani Say "Naseer".*
.
Sochta Hun Ye Muhabt Main Rida Hai K Nahi....'*'SA'*'
.
Poet:-
Peer Naseer O Deen Naseer Shah
Book

Paiman E Shab

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki