Han Suno Doston Jo Bi Dunya Kahe

Han Suno Doston

TaYpEd By
TLASH25

Han Suno Doston
Jo Bi Dunya Kahe Is Ko Parkhein Bina Maan Lena Nahin.
=
Sari Dunya Ye Kahti Hai Parbat Pe Charhne Ki Nisbat Utarna Sehal Hai.
=
Kis Tarah Maan Li Tum Ne Dekha Nahin.
=
Sarfarazi Ki Dhun Mein Koi Aadmi.
=
Jab Bulandi K Raste Pe Chalta Hai To.
=
Sans Tak Theek Karne Ko Rukta Nahin.
=
Aur Isi Shakhs Ka Umar Ki Seerhiyon Se Utarte Huwe Paon Uthta Nahin.
=
Isi Liye Doston
Jo Bi Dunya Kahe.
=
Is Ko Parkhe Bina Maan Lena Nahin...!
=
Poet By
Amjad Islam Amjad.
=
eND.
=

Follow Tlash25 Send To 8001

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki