Har Taraf Anwaar Ki Barsaat Hai,
Naat:-Har Taraf Anwaar
.
Type By......-*
.-._.-,
'-._.Sarfraz Ahmad...-*
.
Har Taraf Anwaar
Ki Barsaat Hai,
Mehfil E Sarkar Ki
Kya Baat Hai.*
.
Raat Jo Guzri Nabi (S.A.W.W)
K Zikr Main,
Din Say Behtar Wo
Hamari Raat Hai.*
.
Q Main Mangon Jab
Mere Kashkol Main,
Naqsh E Naal E Pak
Ki Khairaat Hai.*
.
Q Pareshan Hun
Main Uqba K Liye,
Shafa E Roz E Jaza
Wo Zaat Hai.*
.
Waali E Koon O
Makaan K Zikr Say,
Wajd Main Ye Sari
Kainaat Hai.*
.
Yun To Gumbad
Hai Jahaan Main
Har Jagah,
Gumbad E Khazra
Teri Kya Baat Hai.*
.
Nausha E Bazm E
Jina K Waste,
Anbiya Ki Saf Ba Saf
Baraat Hai
.
Kis Tarha Likhon
Main Midhat Aap Ki,
Jab Madha Khawan
Khud Khuda Ki Zaat
Hai.*
.
Kis Qadar "Jiger"
Khush Qismat Hai
Tu,
Teri Bakhshish Ka
Waseela Naat
Hai....*SA*
.
Type By......-*
.-._.-,
'-._.Sarfraz Ahmad...-*
.
Har Taraf Anwaar
Ki Barsaat Hai,
Mehfil E Sarkar Ki
Kya Baat Hai.*
.
Raat Jo Guzri Nabi (S.A.W.W)
K Zikr Main,
Din Say Behtar Wo
Hamari Raat Hai.*
.
Q Main Mangon Jab
Mere Kashkol Main,
Naqsh E Naal E Pak
Ki Khairaat Hai.*
.
Q Pareshan Hun
Main Uqba K Liye,
Shafa E Roz E Jaza
Wo Zaat Hai.*
.
Waali E Koon O
Makaan K Zikr Say,
Wajd Main Ye Sari
Kainaat Hai.*
.
Yun To Gumbad
Hai Jahaan Main
Har Jagah,
Gumbad E Khazra
Teri Kya Baat Hai.*
.
Nausha E Bazm E
Jina K Waste,
Anbiya Ki Saf Ba Saf
Baraat Hai
.
Kis Tarha Likhon
Main Midhat Aap Ki,
Jab Madha Khawan
Khud Khuda Ki Zaat
Hai.*
.
Kis Qadar "Jiger"
Khush Qismat Hai
Tu,
Teri Bakhshish Ka
Waseela Naat
Hai....*SA*
Comments