Hossla Mujh Mein Bhi Bala Ka Tha
Hossla Mujh Mein
TaYpEd By
TLASH25
Hossla Mujh Mein Bhi Bala Ka Tha
Rasta Galban Wafa Ka Tha.
=
Jal Bujhi Tittlyan Muhbat Ki Dasht Biphra Huwa Ana Ka Tha.
=
Kal Jise Ummar Bhar Ko Chor Diya Pyaar Bhi Us Se Inteha Ka Tha.
=
Har Dua Di Judai Par Usne Lekin Andaaz Bad Dua Ka Tha.
=
Sans Roke Khara Tha Malkal Mot
Saamna Deep Ko Hawa Ka Tha.
=
Bhulne Wala Lot To Aaya Waqt Magrib Ya Isha Ka Tha.
=
Ruk Giya Mein Sazaa Se Kuch Pahle Usko Ihsas Khud Khata Ka Tha.
=
But Kade Mein Mara To Phir Kiya Hai Man'ne Wala To Khuda Ka Tha.
=
Sab Khazaane Manga Liye Rab Ne Fesla Ishq Ki Jazaa Ka Tha.
=
Qais Tha Laa Jawab Laila Bhi
Jab Sawal Ek Ki Baqa Ka Tha...!
=
Poet By
Shazad Qais.
=
eND.
=
Follow Tlash25 Send To 8001

Comments